India's Rich Heritage

 Intro

Yo, yo, suno sab, ek kahani sunata hoon,
Bharat ka itihas, apne geet mein batata hoon.
Himalaya se lekar, samudra tak phela,
Veer Shivaji ka nam, duniya mai faila.

Verse 1 (16 Bars)

Shivaji Maharaj, ek veer sher,
Maratha raja, talwar tha tez.
 Swatantrata, rago mein thi,
Maa Bharti k iye, yuddh ki.


 humari virasat, khoon se likhi,
 Himmat sahaas , sabne dekha.
Aur bhi the yahaan, bahadur mahaan,
aisey raja jinka jinka ta shaan.

Ashoka se Rajendra Chola tak,
shaan h inka swarna Jwala huh.
kayi Mandir innhone banai,
Hindu h zinda aihsan h bhai .

Name Shivaji’s story true,
brave history all the way through
Great Shivaji, name echoes,
corageous king, your mind will blow



Chorus (8 Bars)

Ladai ke maidan mein, chamakta,
Ek sher ki tarah, bhadakta.
ye itihas, padhai nahi jaati,
Shivaji ki bravery, yaad aati.

 
Logon ka hero, dil gold,
Desh ka rakshak, brave and bold.
Aaj se kal tak, legend rahega,
Itihaas mein, hardam chamkega.

 

 

 

 

Verse 2 (16 Bars)

Kala vigyan, prachin kaal may,
Ved Ayurved , gyaan yahan pay.
Sushruta sanhita, Aryabhata ke Zero,
hum Gyaan may ,  hero.


Unity, bhashaon ka mela,  
Vibhinnata ekta, Bharat ka khela.
Nritya, Bharatanatyam swaag,
Kathakali natak, sanskriti ka bhaag.

Sangeet hunar humara
Jub mile sur mera tumara
Aisa itihas humara
bharat duniya ko hila ra

Great Shivaji, shining bright,
Smartly he fought for right.
He was Aurangzeb's rival,
His bravery always revival.



Chorus (8 Bars)

Ladai ke maidan mein, chamakta,
Ek sher ki tarah, bhadakta.
ye itihas, padhai nahi jaati,
Shivaji ki bravery, yaad aati.

 
Logon ka hero, dil gold,
Desh ka rakshak, brave and bold.
Aaj se kal tak, legend rahega,
Itihaas mein, hardam chamkega.


Bridge (8 Bars)

Bravery flows, in our veins,
Echoing through hills and plains.
From the past, to future days,
Freedom's spirit always stays.

Courage deep, like rivers run,
Bold hearts shine, like the sun.
We have fire, in our eyes,
Chains of slavery we deny

 

 

 

Verse 3 (16 Bars)

Prachin sabhyata, hum ban gaye,
Bharatiya virasat kaise bhul gaye.
Sindhu ghaati ke kahaniyon mein,
legacy yaha k har shehro may,

Parampara ki shaan,
Ram-Krishna ka maan,
janmi Sherni Jhansi ki rani,
Swatantrata senani, kurbani jawaani

Yeh h Bharat ki pehchaan, 
ragho mein virasat ka gyaan. 
Sher raja, maidan ke yoddha, 
aisa raja dunia may nahi hoga 

Na kabhi jhukaye, na haar maani, 
Desh k liye kurbani jawaani. 
Ved shastra nadiyon mein behte, 
Aisi pawan dharti pay hum h rehte

 

 

Outro

Hum kal tey aaj hai kal nahi rahengay, maa Bharti ke sher dharti asma pay humesha rahengay. Bhavishya ke ujaalon mein, apna raasta milega, ek din ayega bharat mata ka sikka duniya may chalega

Comments