India's Rich Heritage
Intro Yo, yo, suno sab, ek kahani sunata hoon, Bharat ka itihas, apne geet mein batata hoon. Himalaya se lekar, samudra tak phela, Veer Shivaji ka nam, duniya mai faila. Verse 1 (16 Bars) Shivaji Maharaj, ek veer sher, Maratha raja, talwar tha tez. Swatantrata, rago mein thi, Maa Bharti k iye, yuddh ki. humari virasat, khoon se likhi, Himmat sahaas , sabne dekha. Aur bhi the yahaan, bahadur mahaan, aisey raja jinka jinka ta shaan. Ashoka se Rajendra Chola tak, shaan h inka swarna Jwala huh. kayi Mandir innhone banai, Hindu h zinda aihsan h bhai . Name Shivaji’s story true, brave history all the way through Great Shivaji, name echoes, corageous king, your mind will blow Chorus (8 Bars) Ladai ke maidan mein, chamakta, Ek sher ki tarah, bhadakta. ye itihas, padhai nahi jaati, Shivaji ki bravery, yaad aati. Logon ka hero, dil gold, Desh ka rakshak, brave and bold. Aaj se kal tak, legend rahega, Itihaas mein, hardam chamkega.